March 2021 ~ Kuch Lafz Pyaar Ke

Recent

21 March 2021

Zindagi

 Zindagi... Zindagi ek uljhi si paheli hai,Dard aur gam toh mano iski saheli hai.Saat aksharo ka shabd hai tu,Par hazaron hai tere naam, ZINDAGI.Na jaane kyu darbadar ho rahi hai aaj Zindagi. Khushiyan or gam jahan se behte hai waqt-waqt par,Wo sukha pada Nal hai tu,Bina ticket ke jo kabhi kiya tha, wo safar hai tuJin raaston par chal kar bhatak jane ko karta hai mann,Wo Anjaan Dagar hai tu.Jo dekhe the mene Aankhon mein sapne,Wo chamakta...